Showing posts with label SMS Shayari in HIndi. Show all posts
Showing posts with label SMS Shayari in HIndi. Show all posts

Thursday, 5 December 2013

Love SMS

Hindi SMS:

Wo Kehne Lagi NaQab Me Bhi Pehchan
Lete Ho Hazaron K Beech Me.....


Mene Muskura K Kaha..,

Teri Ankhon Se
To Shuru Hua Tha ISHQ Hazaaron k Beech Mein.


crazysms.in

Friendship SMS

Hindi SMS: 

Aapke lakho dosto mai 1 hu mai,
aapko na dikhega wo sitara hu mai,
itana to muze bhi yakin hai mere dost,
karoge sabse ache dost ki ginati
to sabse LAST hai hum


crazysms.in

Wednesday, 4 December 2013

SMS Shayari

SMS Shayari
Tere Pyar ne zindagi se pehchaan karai hai,
Mujhe wo toofano se phir lauta ke laayi hai,
Bas itni hi dua karte hain khuda se hum,
Bujhe na yeh shama kabhi jo humne jalai hai…

SMS Shayari

Dard Shayari

Gila aap se nahi koi,
Gila hum apni majbooriyon se karte hain.
Aap aaj hamare karib naa sahi…..
Mohabbat to hum aapki dooriyon se bhi karte hain…

shayari.co.in