Showing posts with label SMS Shayari. Show all posts
Showing posts with label SMS Shayari. Show all posts

Thursday, 5 December 2013

Love SMS

Hindi SMS:

Ishq mei jee gaya koi..

.

Ishq mein mar gaya koi..

.

Ishq aag ka dariya hai...

.

fir bhi utar gaya koi..

.

Ishq mein zakhmo ka kissa purana hai..

.

Zakhm kar gaya koi

.

Zakhm bhar gaya koi...


crazysms.in


Dosti SMS

Hindi SMS:

Dosti Ek Dil Ka Naata Hai,
Jo Badi Ibaadat Se Nibhaya Jata Hai,
Isme Duriya Ho To Koi Parwah Nahi,
Kyunki Dosto Ko Aanko Me Nahi Dil Me Basaya Hata Hai


crazysms.in/

Wednesday, 4 December 2013

Hindi SMS

Hindi Shayari: 

Zindgi Me Koi Khaas Tha,
Tanhai Ke Siwa Kuch Na Paas Tha,
Paa To Lete Zindgi Ki Har Khushi Bhi,
Par Har Khushi Me Uski Kami Ka Ehsaas Tha.

crazysms.in

Shayari SMS

Hindi Shayari:

Mere Pyaar ki Wo Inteha Puchte Hain........
Dil Mai Hai kitni jagah Puchte Hain...........
Chahte Hain Hum Unko khud Se Bhi Jayada......
Is Chahat ki Bhi Wo Wajha Puchte Hain.....


crazysms.in/

SMS Shayari in Hindi

Hindi Shayari:

Kyun Woh Hum Sab Ki,
Itni Pariksha Leta Hai,

Kyun Humko Itna Dard Deta Hai,

Kyun Hamein Satata Hai,

Kyun Hamein Isq Karna Sikhata Hai,

Jab Anjaam Aisa Hi Likhna Hai Usko,

Toh Kyun Hamaari Zindagi Mein,

Kuchh Pal Ki Khusi Woh Lata Ha



crazysms.in/